ghumakkadi ek prayas hai un anubhavon ko bayaan karane ka jo rojarah jeete hue chinhit hone se rah jaate hain. anhe gum jaane se bachane ka yah yatna hai jisase lage ki inhe utara gaya hai aur voh saare vakiyen adarjit nahi rahen...ghumakkadi jo sada main chahati thi aur bahut thodi hi kar payee.